Apna Haq Jatana Chhod De
Maine tujhse Kaha tha ki,
Yun chupchap Aansoo bahana chhod de,
Mera Hath tham le aur,
Teri Saanso ko Meri Saanso se jod de,
Par tune Alwida kehna bhi ganwara na Samjha,
Kya yahi hai Sachche Pyar ki Surat...
Mujhe Zindagi mein ab
nahi kisi ki Jarurat,
Dil jaan chuka hai Dil tootna hi hai Pyar ki Hakikat,
Mere Dil mein basi Is Chahat ki Aarzoo ko ab tu tod de,
Maine Tanha jeena ab sikh liya hai,
Bas tu Meri Neendo aur Mere Khwaabo pe,
Apna Haq jatana chhod de…
Mere Dil mein basi Is Chahat ki Aarzoo ko ab tu tod de,
जवाब देंहटाएंMaine Tanha jeena ab sikh liya hai,
Bas tu Meri Neendo aur Mere Khwabon pe,
Apna Haq jatana chhod de…
Dil jaan chuka hai, dil tootna hi hai pyaar ki hakikat... How very true!! Lovely poem!
जवाब देंहटाएंGood one!!! could have been a lot better though!!
जवाब देंहटाएंWow...nice poem. I wonder who broke ur heart so badly.....:(
जवाब देंहटाएंThanks for appreciate!
हटाएंbeautiful poem...:)
जवाब देंहटाएंThank you :)
हटाएं